sarwamangla mandir korba chhattisgarh | korba ke sarvamangla dai | सर्वमंगला माता मंदिर दुरपा कोरबा छत्तीसगढ़ | saravamangla temple korba
sarwamangla mandir, korba, chhattisgarh Ma sarwamangla mandir,korba,chhattisgarh aaj me aapko korba jile ke ek aur khubsurat mandir ke bare me bataunga ji ha ye hai korba jile ka sabse prasidh mandir sarwamangla mata mandir yeh mandir ka nam to dosto korba aur chhattisgarh ke sabhi log jante hi hain kyonki ye mandir khubsurat aur kafi prasidh hai mandir navratri ke samay kafi crowded hota hai aur logo ki bheed yaha dekhne ko milti hai hasdev nadir ke kinare basa hua yeh mandir chhattisgarh ke logo ko ek bar to zarur aana chahiye. सर्वमंगला माता मंदिर दुरपा कोरबा छत्तीसगढ़ सर्वमंगला_माता_मंदिर_दुरपा_कोरबा_छत्तीसगढ़ is mandir ke bare me kayi kahaniya prachlit hai dosto jo yaha ke logo se sunne ko milti hai jiske bare me hum aaj janenge to dosto pahle jan lete hai ki aap kaise pahunchenge yeh mandir dosto korba jile me sthit hai jo jila mukhyalay se lagbhag 5 km duri par sath yanha se korba railway aur bus station bhi lagbhag 5 km ki duri par hai aa...